Topic: ~ Fanaa ~

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
khudi kaha hai k meray pass itna time nahi k bar bar suno.ab haan ap kis kam me busy hotay hai yeh nahi pata mujhay.
waisay koi baat nahi zayada tar lerko ka taste bura he hota hai.
huhhhhhhhhhhhhh is say zayada ap soch bhi kia saktay thay.........same old joke arey kuch to naya khe diya kero har dafa gisay piti lines kyn repeat kertay hai Sall bhaiya g
Posted 15 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
HH g apni wait ki baat kero.....
Posted 15 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bitoo said:

mai b


ab me samjhi sab ap say tang kyn ai hoi hai
Posted 14 May 2006

Topic: Chuttiyan....

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:

mujhe chutiyan achi nahi lagti
par school jana bhi acha nahi lagta


yeh kis kisam ka jawab hai????
na chuttiyan achi lagti hai na skool to acha kia lagta hai?
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
no 1 is perfect,aur yeh to choti si kami hai agar insan acha hai to larki shadi kyn nahi keray gi.
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bitoo said:

mai kisi say naheeeeeeeeeee bolta


to na bolo
waisay bara afssos hai koi izat hai he nahi apki.
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Desi_MC said:

Samreeen i like ur name....
wata beautiful name


thanx desi g
Posted 14 May 2006

Topic: ~ Fanaa ~

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agar sall g ap itnay he busy hai to ik dafa sunay ki bhi kyn zahmant utha rahay hai?????kam per he dehan dey.
waisay agar acha taste hai to pheli dafa he acha lagay ga.waisay mujhay bus start me he acha laga tha jab end me fast hota hai to its ok
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i will go vid option 2.khetay hai khe jo ap say pyar keray woh insan zayada lucky hota hai n i have seen dis also, it happened vid my cuz n now she is v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v.v happy in her life.
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Virdan said:

Samreen aap mairi baat shaid samajh nahee paai yahi to mein ne kaha hay keh apnay pyar k liyay bhi insan jo karta hay woh darhaqeeqat apnay liyay he karta hay kiyon keh us ki sab se zayda khushi apnay pyar ki khushi mein he hoti hay


yeah u r rite aur me apki baat samjh gi thi likin menay yeh baat add ki thi khe insan kabhi kabhi dosro ki khushi k lia bhi apnay ap ko badalta hai zarrori nahi hota khe hamesha woh apni khushi k lia apnay ap ko badlay
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Gauri Khan said:

yes it's quite right kay her dafa aap apni khushi kay liay nahi badaltay aap ko baz auqat doosroon ki aur baz auqat is duniya kay asoolon kay tahat chalnay kay liay apnay aap ko na chahatay hoay bhi badalna parta hai for example main her aik say bohot ghul mil janay wali kind ki girl thi laikin main nay apnay experiences say learn kia kay yeh hi baat aksar auqat meray liay ghalat sabit hue to main nay apnay ander change laya aur aaj main kuch reserve rehti hoon aur kisi ko khud say zayada free honay nai daiti aur main nay is kay bohot achay result daikhay hain aaj log kuch bhi meray aagay bol nai daitay. believe me main nay khud main yeh change lanay kay liay bohot mehnat ki hai aap samajh saktay hoon gay kay jo cheez aap ki personality main na ho wo lanay kay liay aap ko kitni mehnat karni parti hai. so meray paas aisi bohot si examples hain jo kay main nay apnay life experiences ki base pay mehsoos kar kay khud main changes lai hain.


ur absolutely rite.i have also changed many thing in myself due 2 others n now im not da same samreen who use to be many years ago aur mujhay bilkul bhi acha nahi lagta coz ap jo ho nahi ap ko waisay bana peray to its v hard but still kiya kia ja sakta hai
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:



hmm
baat tu aap ki sahih hai BAhi hum apni hi khushi chahte hain dosre ka itna khayal tu nahi kerte
baaz daffa mein ne note kya hai sirf mohabbat ko mazzaak bana lya jata hai
jo banda pyar kerta hai wo mehboob ki respect kerta hai na
lekin aisa nahi hota


nahi rapu duniya me kafi log hai jo dosro ki khushi k lia apnay ap ko badaltay hai.haan aisay kuch log hai jo pyar ko mazak bana detay hai aur ik game bana detay hai.per hum sirf aisay logo ki waga say sab ko ik he nazar say nahi dekh saktay buhut say log hai jo aj bhi pyar k sahi matlab jantay hai n dey do respect dere partner also.
Posted 14 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:


poosho betay en kya nahi kya


ok betay na kia nahi kia??????koi kam chora hai kia usnay?
Posted 10 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bitoo said:

mai tow acha hoo.


ahhhh no comments
Bitoo said:

manay kabhe b kisi ko kuch nahe kaha.


khe to nahi saktay per likh to saktay hai na ?


Posted 10 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanx virdan. but zarrori nahi jab insan apnay under koi change lai to hamesha apni khushi say ya marzi say lata hai har insan jaisa hai waisa he rehna chata hai haan woh apnay pyar k lia khushi kkhushi apnay ap ko badlnay k lia tyar hota hai likin har insan ko apna pyar nahi milta woh sirf compromise kerta hai aur buhut say aisay log hotay hai jo na chatay hoi bhi apnay ap ko badltay hai aur woh khush nahi hotay apnay ap say aur na he us me unka koi faida hota hai.duniya me buhut say aisay log hai jo dosro ki khushi k lia apnay ap ko badlatay hai na khe apni khushi k lia. n i have seen dese kind of ppls woh khud say khush nahi hotay sirf dosro ki khushi me apni khushi dhondhnay ki koshish kertay hai.is lia yeh kehna k insan apnay ap ko is lia badlta hai khe khein na khein us ka bhi faida hota hai yeh ghalat hai
Posted 10 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i hate da day of sunday
Posted 09 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
is me funny kia hai??????
Posted 09 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bachay ki jan lo gay kia??????
bitoo beta ap nay kia kam kia hai khe saray ap ka peechay per gay hai?????
Posted 09 May 2006

Topic: Biscuits

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

mein biscuit kha rahi hoon ager kisi ne khane hain


























TU MERE SE MAT MANGNA


ok thekh hai na doo me bazar say ley logi.......... woh bhi pura packet 1 kha ker kia maza ai ga
Posted 09 May 2006

Topic: krrish

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Doctor Sam said:

aadaab...

Posted 09 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanx rapu
Posted 09 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
veer_zaara said:

WELDONE
samreen malik whatever usa id i agree . u know y coz
pyaar qismat walo ko milta hain
every one doesnt deserve sacha pyaar and whoever has found real love . goodluck for them .may ALLAH make them happy forever


AMEEN and thanx
yeah u r rite sacha pyar unhi ko hasil hota hai jo pyar ka matlab jantay ho.likin zarrori nahi hota khe ap jis say pyar kero usi k sath ap sari umer raho.meray mana hai khe insan apnay pyar say door reh ker bhi us k sath wafa ker sakta hai
Posted 09 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmmmmmm mohabbat k baray me har insan ki apni soch hoti hai.kisi k lia zindgi kisi k liya is k koi mayni nahi hotay.

aur agar pyar k lia ap apany ap ko badal bhi lo to is me kia buri hai haan agar woh badlao ap k lia bhi positive hai to.aur zarrori nahi hota jis say ap pyar kero us me sari woh qualities ho i mean ideal milna buhut mushkal hota hai aur waisay bhi jin say ap pyar kertay ho un k lia ap apnay ap ko thora buhut badal bhi lo to ap ko he khushi hoti hai is lia pyar k lia apnay ap ko badlna koi ghalat to nahi hai.har insan ki soch alag hoti hai agar kabhi menay kisi say pyar kia aur agar usay mujhe me koi change chaiyea ho ga to i vil do that kynk uski khushi me meri khushi ho gi.
Posted 08 May 2006

Topic: krrish

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bilkul durusat farmaya ap nay doc but the song is very sweet
Posted 08 May 2006

Topic: 36 chinatown

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i luv dis song
Posted 08 May 2006

Topic: ~ Fanaa ~

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i have only listen 2 songs of fanna chand sifarish and meray hath mein ,both r nice but mujhay zayda acha song 'meray hath mein' laga hai.
Posted 08 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ohhh gr8 rapu,us ki movies dekhnay ki ghalti bhi mat kerna.sawai vulgarity k us movie me kuch nahi hota.i also dun like him kher apni apni choice ki bat hai kisi ko bura laga to im sorry.
Posted 08 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
my fav songs r kuch kuch hota hai,phela nasha phela khumar,hum bewafa hargiz na thay and hum thay jin k sahray
Posted 01 May 2006

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yuckkkkkkkkkkkkkkkkk he is so cheap aur us me achi lagnay wali kia chiz hai??????? us ki films sirf us ki kisses ki waga say chalti hai otherwise us ki acting to mujhay kahien bhi nazar nahi ati.
Posted 01 May 2006

Topic: ~ 4 Saal ,,,

samreen malik

Age: 124
8078 days old here
Total Posts: 329
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Allah unhay jannat nasseb keray...Ameen
duniya ka yehi dastor hai jo aya hai usay jana hai.jatay hoi ko koi nahi rok sakta insan k pass sirf yadein he reh jati hai,aur insan kabhi yadeon k saharay he apni zindgi guzar leta hai.ap himat say kam ley.
Posted 01 May 2006